Muhammad Iqbal was born on 9 November 1877 in Sialkot within the Punjab Province of British India. He was a poet, philosopher, and politician, academic, barrister and scholar .He is widely regarded as having inspired the Pakistan Movement.
allama iqbal shayari in english is our effort to see that we present elite list of shayaris of Allama Iqbal.
haya nahan hai zamane kiaankh men baaqi
ḳhuda kare ki javanitirirahe be-daġh
ġhulamimen na kaam aatihain shamsharen na tadbaren
jo ho zauq-e-yaqan paida to kaT jaatihain zanjaren
tamanna dard-e-dil kiho to kar ḳhidmat faqaron ki
nahan milta ye gauhar badshahon ke ḳhazanon men
jamhuriyat ik tarz-e-hukumat hai ki jis men
bandon ko gina karte hain taula nahan karte
tamanna dard-e-dil kiho to kar ḳhidmat faqaron ki
nahan milta ye gauhar badshahon ke ḳhazanon men
jamhuriyat ik tarz-e-hukumat hai ki jis men
bandon ko gina karte hain taula nahan karte
saare jahan se achchha hindostan hamara
ham bulbulen hain is kiye gulsitan hamara
aql ko tanqad se fursat nahan
ishq par a.amal kibuniyad rakh
haram-e-pak bhi allah bhiqur.an bhi ek
kuchh baḌi baat thi hote jo musalman bhiek
tu ne ye kya ġhazab kiya mujh ko bhifaash kar diya
main hito ek raaz tha sana-e-ka.enat men