फैज़ शायरी | faiz ahmed faiz shayari

नज़्म और ग़ज़ल का एक संग्रह कोशिश किया। आप इन शायरी को व्हाट्सप्प और फेसबुक पे स्टेटस पे लगा सकते हैं।


अहमद फैज़ एक पत्रकार, शायर, फौजी, ट्रांसलेटर और अनेक भाषा जानने वाले फैज है. 13 फरवरी 1911 में पंजाब के नारनौल कस्बे में पैदा हुए. जिंदगी की कशमकश, नाइंसाफी के खिलाफ बगावत ने उनकी शायरी दिखती हैं फ़ैज़ को ज़िंदगी और सुन्दरता से प्यार रहा है । उनका जीवन इसी संघर्ष का प्रतीक है और उनकी शायरी बहुत दमदार है ।

faiz shayari

निसार मैं तेरी गलियों पे ए वतन, के जहां
चली है रस्म कि कोई ना सर उठाके चले.

aur bhi dukh hain zamane men mohabbat ke siva
rahaten aur bhi hain vasl ki rahat ke siva

जो कोई चाहने वाला तवाफ़ को निकले
नज़र चुरा के चले, जिस्म-ओ-जां बचा के चले

बोल कि लब आज़ाद हैं तेरे
बोल जबां अब तक तेरी है
तेरा सुतवां, जिस्म है तेरा
बोल कि जां अब तक तेरी है

bol ki lab azaad hai tere
bola jabaan ak tak teri hai
tera sutwaan jisma hai tera
bol ki jaan ab tak teri hai

तेरी उम्मीद तेरा इंतज़ार जब से है
न शब को दिन से शिकायत न दिन को शब से है
किसी का दर्द हो करते हैं तेरे नाम रक़म
गिला है जो भी किसी से तेरे सबब से है

faiz ke sher,
best shayari of faiz ahmad faiz,
faiz ahmed faiz famous poetry in urdu,
best shayari by faiz,
shayari faiz ahmed,
faiz anwar faiz shayari,
faiz ahmad faiz sad shayari,
best shayari faiz ahmed faiz,
faiz sahab ki shayari,
faiz romantic shayari,
faiz ahmed faiz 2 line poetry,
faiz ahmed faiz romantic shayari,
best sher of faiz ahmed faiz,
sher of faiz ahmad faiz,
love shayari faiz ahmed faiz,
faiz ahmad faiz shayari hindi

गर बाजी इश्क की बाजी है, तो जो भी लगा दो डर कैसा,
जीत गए तो बात ही क्या, हारे भी तो हार नहीं

फैज़ शायरी

दोनों जहां तेरी मुहब्बत में हार के
वो जा रहा है कोई शब -ऐ -ग़म गुज़ार के

इक गुल के मुरझाने पर क्या गुलशन में कोहराम मचा
इक चेहरा कुम्हला जाने से कितने दिल नाशाद हुए

अब जो कोई पूछे भी तो उस से क्या शरह-ए-हालात करें
दिल ठहरे तो दर्द सुनाएँ दर्द थमे तो बात करें

आए कुछ अब्र कुछ शराब आए
इस के बाद आए जो अज़ाब आए

faiz ahmed faiz poetry in hindi

tera ummid tera intejaar jab se hai
n shb ko din se shikayat n din ko sab se hai
kisi ka dard ho sakte hai mere naaam rakam
gila hai jo bhi kisi ne tere sabab se hai

kar raha tha gham-e-jahan ka hisab
aaj tum yaad be-hisab aae

dil na-umid to nahin nakam hi to hai
lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai

donon jahan teri mohabbat men haar ke
vo ja raha hai koi shab-e-gham guzar ke

tumhari yaad ke jab zakhm bharne lagte hain
kisi bahane tumhen yaad karne lagte hain

nahin nigah men manzil to justuju hi sahi
nahin visal mayassar to aarzu hi sahi

vo baat saare fasane men jis ka zikr na tha
vo baat un ko bahut na-gavar guzri hai

shayari of faiz,
faiz ahmad shayari in hindi,
urdu poetry faiz ahmed faiz sms,
shayari of faiz ahmad faiz in hindi,
faiz love shayari,
faiz ahmed faiz ke sher,
ahmed faiz shayari,
faiz ahmad faiz hindi shayari,
faiz ahmed faiz sher in hindi,
faiz ahmed faiz sad poetry in urdu,
sher of faiz ahmed faiz,
faiz ahmed faiz quotes in hindi

2 line shayari by faiz,

aae to yuun ki jaise hamesha the mehrban
bhule to yuun ki goya kabhi ashna na the

gulon men rang bhare bad-e-nau-bahar chale
chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale

faiz ahmed faiz shayari

ik tarz-e-taghaful hai so vo un ko mubarak
ik arz-e-tamanna hai so ham karte rahenge

वो बात सारे फ़साने में जिस का ज़िक्र न था
वो बात उन को बहुत ना-गवार गुज़री है

wo baat saare fasane se jis ka jikr na tha
wo baat un ko bahut naa gawaar gujri hai

क़फ़स उदास है यारो सबा से कुछ तो कहो
कहीं तो बहर-ए-ख़ुदा आज ज़िक्र-ए-यार चले

faiz ahmad faiz shayari on love,
faiz ahmed faiz love shayari,
faiz ahmad shayari,
faiz ahmed faiz inqilabi poetry,
urdu poetry faiz ahmad faiz,
faiz ahmed faiz shayari in english,
2 line shayari by faiz,
faiz ahmed faiz shayari on love,
faiz ahmed faiz 2 line poetry in hindi,
faiz sad poetry,
faiz ki shayari in hindi,
faiz ahmad faiz best shayari,
best faiz ahmed faiz poetry,
shayari faiz ahmed faiz hindi

zindagi kya kisi muflis ki qaba hai jis men
har ghadi dard ke paivand lage jaate hain

na jaane kis liye ummid-var baitha huun
ik aisi raah pe jo teri rahguzar bhi nahin

faiz ahmad faiz two line shayari

ham parvarish-e-lauh-o-qalam karte rahenge
jo dil pe guzarti hai raqam karte rahenge

कब तक दिल की ख़ैर मनाएँ कब तक रह दिखलाओगे
कब तक चैन की मोहलत दोगे कब तक याद न आओगे

Kab tak dil ki khair manaye kab tak raah dikhlaoge
kab tak chain ki mohallat doge kab tak yaad naa aaoge

shayari faiz ahmad faiz,
faiz poetry rekhta,
faiz ahmad faiz two line shayari urdu,
poetry faiz ahmed faiz in urdu,
faiz shayari on love,
inqalabi shayari by faiz,
faiz ahmad faiz shayri

गर बाज़ी इश्क़ की बाज़ी है जो चाहो लगा दो डर कैसा
गर जीत गए तो क्या कहना हारे भी तो बाज़ी मात नहीं

Agar ishq ki baazi hai jo chaho laga do dar kaisa
gar jit gaye to kya kehna haare to baazi maat nahi

maqam ‘faiz’ koi raah men jacha hi nahin
jo ku-e-yar se nikle to su-e-dar chale

Leave a comment